Saath Saath Mein
Saath saath mein
Gaate gaate mila tu yaara hai
Saath saath mein
Gaana jo gaaya ab hamaara hai
Saath Saath mein
Ik dooje ki dhun ka sahaara hai
Saath saath mein
Aa yaara sur se sur mila
Jo teri awaaz yeh
Meri awaaz se mile
Hum se yeh taraane aur
Taraanon se hain hum banay
Bas ek hee hai zindagani
Kar le apni tu manmaani
Dil Choo jaaye jo kahaani
Duniya ko suna
Dhunn nayi ya ho puraani
Lagti ho jaani pehchaani
Chadh jaaye sabki zubaani
Gaana aisa ga
Saath saath mein
Gaate gaate mila tu yaara hai
Saath saath mein
Gaana jo gaaya ab hamaara hai
Saath Saath mein
Ik dooje ki dhun ka sahaara hai
Saath saath mein
Aa yaara sur se sur mila
Dhoondh lo yeh dosti
Milnay se bhi yeh na mile
Jab tak sooraj chand hai
Sur ke chalenge kaafilay
Bas ek hee hai zindagani
Kar le apni tu manmaani
Dil Choo jaaye jo kahaani
Duniya ko suna
Dhunn nayi ya ho puraani
Lagti ho jaani pehchaani
Chadh jaaye sabki zubaani
Gaana aisa ga
Saath saath mein
Teri meri kuch baat aur hai
Saath saath mein
Tera mera kuch aur hee taur hai
Saath Saath mein
Tere mere jaisa koi bhi nahin
Saath saath mein
Aa yaara sur se sur mila
Change
Safar kat jaayega yeh
Yaara jo tu hai saath mein
Har dum hun main yahaan pe
Jo tu ik aawaaz de
Yeh yeh yeh yeh yeh
Saath saath mein
Gaate gaate mila tu yaara hai
Saath saath mein
Gaana jo gaaya ab hamaara hai
Saath Saath mein
Ik dooje ki dhun ka sahaara hai
Saath saath mein
Aa yaara sur se sur mila