Subah Subah (feat. Prakriti Kakar & Amaal Mallik)
Pehle hi lamhe mein hai be-karari si
Aage kya hoga nahin hai pata
Teri taraf jaa raha hai mujhe chhod ke
Jane kyu aaj dil ye mera
Shuruatein nayi
Hain ye baatein nayi
Ab raatein gayi aisa laga
Subah subah tu jo mila
Tu jo mila to mili hai
Saanson ko hawa
Subah subah tu jo mila
Tu jo mila to mili hai
Saanson ko hawa
Tu jo mila
Marzi se teri meri dhadkanein
Ab to karne lagi hain safar
Toone dekha to jeene ki khaahish jagi
Zindagi jaise teri nazar
Tujhse hi
Hai meri duniya sari
Tujhse hi to
Kar li hai dil ne yaari
Tujhse hi
Hai meri duniya sari
Tujhse hi to
Kar li hai dil ne yaari
Tu hai to khud ka hai pata
Subah subah tu jo mila
Tu jo mila to mili hai
Saason ko hawa
Tu jo mila
Pehle kadam pe hi manzil mili hai
Ab in rahon ka mujhko karna hai kya
Duniya ki baaton se lena hai kya
Ek tere hi toh lafzon se hai vaasta
Shuruatein nayi
Hain ye baatein nayi
Ab raatein gayi aisa laga
Subah subah tu jo mila
Tu jo mila to mili hai
Saanson ko hawa
Subah subah tu jo mila
Tu jo mila to mili hai
Saanson ko hawa
Tu jo mila