Main Dhoondne Ko Zamaane Mein

aa
main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla

pata chala ke galat leke main pata nikla

jiss ke aane se muqammal ho gayi thi zindagi
dastakein khushiyon ne di thi mit gayi thi har kami
kyun bewajah di yeh saza?
kyun khwaab de ke woh le gayaa?
jiyein jo hum lage sitam
azaab aise woh de gayaa

main dhoondne ko uske dil mein jo khuda nikla

pataa chala ke galat leke main pata nikla
pataa chala ke galat leke main pata nikla
main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla
main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla

aa
dhoondta tha ek pal mein dil jise ye sau dafaa
hai subah naraaz us bin roothi shaame din khafa
woh aayein na le jaayein na
haan uski yaadein jo hai yahaan
na raasta na kuchh pataa
main usko dhoondhunga ab kahaan

main dhoondne jo kabhi jeene ki wajah nikla
main dhoondne ko kabhi jeene ki wajah nikla
pata chala ke galat leke main pata nikla
pata chala ke galat leke main pata nikla
main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla
main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla

Músicas mais populares de Arijit Singh

Outros artistas de Film score