Teri Galiyon Se

Sameer

(Teri galiyon se
Teri galiyon se)

Teri galiyon se
(babasta hai)
Babasta hai dil ka sakoon
Humaara afsana, afsana, afsana
Ishq mein tere
Ban gaya junoon

(Teri galiyon se
Teri galiyon se)

Teri galiyon se
(babasta hai)
Babasta hai dil ka sakoon
Humaara afsana, afsana, afsana
Ishq mein tere
Ban gaya junoon

(Teri galiyon se)

Aaraam kis kadar betaab hai
Madhoshiyon ka khwaab hai
Dhola rooh mein bhikra rahi
Sarvoshiyon ki yaad hai
Teri chaahat se
Babasta hai dil ka sakoon
Humaara afsana, afsana, afsana
Ishq mein tere
Ban gaya junoon

(Teri galiyon se)

Zaalim ishq ki aawargi
Le aayi kahan humein bekhudi
Dil ke dard mein youn choor hai
Jannat humein dikhne lagi
Teri khushboo se
Babasta hai dil ka sakoon
Humaara afsana, afsana, afsana
Ishq mein tere
Ban gaya junoon

(Teri galiyon se)

Curiosidades sobre a música Teri Galiyon Se de Sunidhi Chauhan

De quem é a composição da música “Teri Galiyon Se” de Sunidhi Chauhan?
A música “Teri Galiyon Se” de Sunidhi Chauhan foi composta por Sameer.

Músicas mais populares de Sunidhi Chauhan

Outros artistas de Indie