Thoughts
Baattau baatei dill mei jo bhi
Kamaybi milegi gar milni hogi
Mai karu kitna bhi acha kisi ke liye
Phir bhi kaamiya nikal meri usse ginni hogi
Toh kya fayeda hai zada soch ke
Bata yaha kon ni jeena chata bina bojh ke
Yaha apne hi gala ghote sapno ka
Toh mene paale khudse jhagke ye Roz ke
ckela chalna tu seekh hi le
Pyaar bhar waale nafrat karibi de
Pesaa paas ho toh Sab bane khaas
Logo ke asal chehre dikhe Garibi mei
Par mene har ni maani
Mehnat Kari bhot kashti meri dub ni paani. Jo cheezei chali gyi door laut ke aani, kishmat mei ho toh ho sakta hai kya ni
cb mujhe chahiye kaam Ghar chalane ko ye
Fame wame jaaye sara tel lene
Mujhe bas saare dost chahiye paas
Wapas khushi mujhe
Yaad aaye din mere Khlene ke
Na jaane kyu mai inko dikhyi nah du
Yaa phir ye dekhna hi ni chahate Ya inhe lagta mai khaas nahi
Ya Inhe dar Sun J nikal Jaye nah aage
Par mai aisa banda hi nahi jo
Bhool jaaye beeta kal
Future ke aage
Ho sakta hai uljha rahu kaam mei
Jawab dunga msgo pe padegi jabhi aankhie
Musibaate sar par hai naache mere
Dard se ye sar phata jaaye
Mai chau jeena zindagi ye Shanti mei
Khuda bata mujhe ye sukun bhala kaha hai