Shiddat (Original Score)
Rahay fikar bus yehi
Karu tera zikar zindagi
Kabhi dhoop si
Kabhi chaon si
Hai lagay tou
Chalay haath ko
Kabhi thaam ke
Kabhi thaam ke chor de
Oray nadaan zindagi tu
Kaise kaise rang dikhaye gi
Teri Be-reham dunya mai
Kitna or rulaye gi
Oray nadaan zindagi tu
Kaise kaise rang dikhaye gi
Teri Be-reham dunya mai
Kitna or rulaye gi
Rulaye gi
Manay na manay na dil
Manay na manay dil
Ke tu mera nahi
Janay yeh janay na dil
Janay yeh janay dil
Yeh pyaar tera nahi
Tere liye hi jiye thy
Tere liye hi maray thy
Manay na manay na dil
Manay na manay dil
Ke tu mera nahi
Mohabbat saza ban jaegi
Humko pata na tha
Manzil mili aesi ke jiska rasta na tha
Zindagi ke kya bharosa karain
Humay khud ka bhi
Tou bharosa nahi
Kabhi hai yaqeen
Kabhi be-yaqeen si lagay tu
Chalay haath ko
Kabhi thaam ke
Kabhi thaam ke chor de
Oray nadan zindagi tu
Kaise kaise rang dikhaye gi
Teri bereham dunya mai
Kitna or rulaye gi
Oray nadan zindagi tu
Kaise kaise rang dikhaye gi
Teri bereham dunya mai
Kitna or rulaye gi
Aaye humay koi mohabbat
Ras ajati
Bechainiyon ko chain ki ek saans ajati
Bewaja aankh bheegi nahi
Par dil ko na umeedi nahi
Kabhi shair se kabhi zehar si
Zindagi tu
Chalay haath ko kabhi thaam ke
Kabhi thaam ke chor de
Oray nadan zindagi tu
Kaise kaise rang dikhaye gi
Teri bereham dunya mai
Kitna or rulaye gi
Oray nadan zindagi tu
Kaise kaise rang dikhaye gi
Teri bereham dunya mai
Kitna or rulaye gi