Doobi Kashti

Garv Babbar

Dariya mai doobi kashti voh mera dil oh jaana
Jaana tu itna jaan le mai deewaana tera hi raha hu
Aur rahunga yaha
Tere liye jeeya hu
Tu na mili toh kya hua
Dur kyun hai hum yeh kaisa jakham
Mai nazm nazm bana kar tera zikr hi yun karta
Dur kyu hain hum jab ek hi hai hum
Raja karta hai teri baate
Dariya mai doobi kashti voh mera dil oh jaana
Jaana tu itna jaan le mai deewaana tera hi raha hu
Aur rahunga yaha
Tere liye jeeya hu
Tu na mili toh kya hua
Sun yeh batae mujhe ab samjha nhi aati oh jaana meri
Kaise faasle hai nhi kaise kat paati hai yeh raate humari
Haan khoya hu yaado me mai mai toh yeh khoya hu
Roya hu un yaado ko yaad karke mai roya hu
Dariya mai doobi kashti voh mera dil oh jaana
Jaana tu itna jaan le mai diwana tera hi raha hu
Aur rahunga yaha tere liye jiya hu tu na mili toh kya huaan
Haan
Tere liye khoya hua jo
Gumshuda hogaya hu
Mera dil tere saamne jaana isse tu jhak le
Sab kuch jeeta pada hu
Tere liye haara khada hu
Tu aaja zara zakhm ki dawa lagade yeh
Dur kyun hai hum yeh kaisa jhakam mai nazm nazm bana kar tera zikr hi yun karta
Dur kyun hai hum jab ek hi hai hum raja karta hai teri baate

Músicas mais populares de RAJA

Outros artistas de Dance pop