Aitbaar
Tuj pai aitabaar
Karna Paya izhar
Karta tujhse kitna pyar
Ganne ye ikhtiyar
Dooba shabdo mai
Shabdo ke shabdhkoss se
Likhta jav matlab ye
Panne bharte jai labzzz na ruke
Aakho ke aage
Sab lagta dundh la
Dhundra waqt mai piche
Yaadein niche kheeche
lakh baar haara (khud se)
lakh baar tuta ( Khud mai)
lakh baar khoya (tuj mai)
Lakh baar dhundha (tuj mai)
Ginti yaad nahi
Baatie Unsuni
Raatie thamgai
Mai gumm kahi
Gumrah tha tere bina
Kash Hath thamai tu
Jaise din mai SurajRaatko mai Chand Vaise tu meri zarurat
Meri zindagii mai bandagi
Teri aakho mai saadagi
Tuti ye bandagi
Lagta aab ji raha zindagi
Phoolo mai kaatie bhi
Kaatie ye raatie bhi
Kya likhta rahuTere baare mai
Kya waqt zaya karuTeri yaadein mai?
Baarish mai ye khawaish een
Aur ye Dil ke saazish een
Dhakan na ruke
Dimag tere samne hi juke
Kya pyar hai jaal ?
Khud Se sawal?
Aur tere khayal ?
Mera intiqal ?
Shayad Prem khani itihas
Aakho ke saamne
Raato ko dooba nind mai
Chand ka ujala liye
Din paani mai Suba kinare pai
Na ujala Na andhera
Din-raat aur waqt theera
Jism khatam rooh ke zakham
(Aur mai kehrahaki ye zakham hai gehra)
Meri Har saasTere naam hai
Jaane ye kaise hu sab
Teri aankhon Mai dekha jab
Tam gaya ho waqt
Meri Jaan tu Jaan le
Pyar Tera Jaan le
Jaane tu ya jaane Na muje
Khush re tu iitni si ass hai
Tujhse AITABAAR
Karna Paya izhar
Krta tujhse kitna pyar
Ganne ye ikhtiyar