Mere Khawaja Ke Ghar Rang Hai

Nusrat Fateh Ali Khan, Ameer Khusro

Maati K Tum Deewaray, Maati K Tum Deewaray, Jo Suno Hamari Baat
Maati K Tum Deewaray, Maati K Tum Deewaray, Jo Suno Hamari Baat
Aaj Milaavra Piya Ka Tum Jaguo Sari Raat

Aaj Rung Hai Ree Maan Rung Hai Ree
Aaj Rung Hai Ree Maan Rung Hai Ree
Mairay Khuwaja K Ghar Rung Hai Ree

Aaj Rung Hai Ree Maan Rung Hai Ree
Mairay Khuwaja K Ghar Rung Hai Ree

Ahey Rung Hai Mairay Mehboob K Ghar Rung Hai
Mairay Mehboob K Ghar Rung Hai
Rung Hai Rung Hai Mairay Mehboob K Ghar Rung Hai Ree

Aaj Sajn Milaavra Moray Aangan Mein
Sajn Milaavra Moray Aangan Mein
Aaj Rung Hai Ree Maan Rung Hai Ree

Ey Aahay Mein Peer Payo Nizaam Uddin Auliyah
Mohay Peer Payo Nizaam Uddin Auliyah Mohay Peer Payo
Sabir Ala Uddin Auliyah Mohay Peer Payo
Data Fareed Uddin Auliyah Mohay Peer Payo
Khuwaja Qutub Uddin Auliyah Mohay Peer Payo
Khuwaja Moin Uddin Auliyah Mohay Peer Payo
Meeera Mohhauddin Auliyah Mohay Peer Payo
Ey Data Gunj Baqsh Auliyah Mohay Peer Payo

Payo Nizaam Uddin Auliyah Nizaam Uddin Auliyah Alauddin Auliyah
Mein To Jab Daikhoon Moray Sung Hai Ree Ma Rung Hai Ree
Dais Badais Mein Dhoond Phiri Hoon,
Dais Badais Mein Dhoond Phiri Hoon

Gokal Daikha Mathra Daikha, Per To Sa Na Koi Rung Daikha
Ey Mein Dhoond Phiri Hoon
Dais Badais Mein Dhoond Phiri Hoon,
Dais Badais Mein Dhoond Phiri Hoon

Porab Daikha Pacham Daikha Uttar Daikha Dakkan Daikha
Ray Mein Dhoond Phiri Hoon
Dais Badais Mein Dhoond Phiri Hoon,
Dais Badais Mein Dhoond Phiri Hoon

Tohay Dhoond Phiri Hoon, Tohay Dhoond Phiri Hoon
Mohay Tora Rung Mun Bhaayo Moin Uddin
Tora Rung Mun Bhaayo Moin Uddin
Mohay Apne He Rung Mein Rung Lay Khuwaja Ji
Mohay Apne He Rung Mein Rung Lay Khuwaja Ji
Mohay Rung Basanti Rung Day Khuwaja Ji
Mohay Rung Basanti Rung Day Khuwaja Ji
Mohay Apne He Rung Mein Rung Day

Choyiaan Penai, Chundarya Uraii, Khaasi Dulhanya Banayi
Ey Mori Churioon Ki Laaj Khuwaja Rakhna
Mori Churioon Ki Laaj Khuwaja Rakhna
Yeh To Pehn Layi Ub Rut Rakhna
Yeh To Pehn Layi Ub Rut Rakhna

Curiosidades sobre a música Mere Khawaja Ke Ghar Rang Hai de Nusrat Fateh Ali Khan

De quem é a composição da música “Mere Khawaja Ke Ghar Rang Hai” de Nusrat Fateh Ali Khan?
A música “Mere Khawaja Ke Ghar Rang Hai” de Nusrat Fateh Ali Khan foi composta por Nusrat Fateh Ali Khan, Ameer Khusro.

Músicas mais populares de Nusrat Fateh Ali Khan

Outros artistas de World music