ESCOBAR

Aman Tigga

Lehron si baleen teri Ulzhe Sawal kaffi
Titli se udte jati Aankhein Jawab de gaye
Kadar hui Hoti toh shakal yaad Hogi
Ab shayad likhta ganne
Par likhu jasbat bhi
Bharosa tujhepe nai, ehtiraam Riste pe tha
Wadien toh todi Kaye toh fir Rista kya tha
Khair chodo ab chalo Jane do
Sayad se waqt lera hisab hoga

Kalam se adheek aashu bahaye Tere Jane se
Woh daur hi kya jo mare na Yaadon se
Kasmein ginaye kafi na Maut Ayae
Afsoos zinda hu ise bahane se
Ab hasi aati nai hai ya mai hasi Bhool gaya
Jokes a part baatein sabhi sach Hai
Hum pass aaneko mauka dudhe
Pass aya toh sala hasna bhi mai Chod gaya
Wo kare stalk mujhe par na Karta mai
Mohbbat jisne jada usne nafrat Hai
Wafa ke bheed me humne bhi Talash kare
Hath Lage toh wafa jate dikhe Kisi aur se
Ab no call, no text kuch bhi nai Hai
Hum dono sath rehkar sath Dikthe nai hai
Woh aye mere pass ek din ko
Kehti sath rehne jaisa humhe Kuch bhi nai hai
Mai utna khush nahi, jitna Dikhta hu mai
Aksar gumh chupata is Dard e Dil me
Kash tum samajh pate humhe
Tumse sikayat nai tumse Mohabbat karte

Khair chodo ab chalo Jane do
Wo yaadein sadiyon se guzar Chuki hai
Dafan huwe raaz kitne raate Guzar gaye
Raate bith gaye lekin yaadein Baki hai

Hum Itna kyu sochte iskal koi Jawab nai hai
Muskil waqt ya halaat mere Theek nai hai
Kash apne pucha hota ki mai Kaisa hu
Tere diye zakham ka milta ilaaz Nai hai
Kya badlega ab apke lout aane Se
Milenge sirf chot kisi ke jane se
Pathar bhi ashu bahane lage
Jab kisse sunne usne hamare Bare me

Khair chodo ab chalo Jane do
Wo yaadein sadiyon se guzar Chuki hai
Dafan huwe raaz kitne raate Guzar gaye
Raate bith gaye lekin yaadein Baki hai

Músicas mais populares de NAMÁ

Outros artistas de Pop rock