Lust
(Music)
(Crowd whispering...)
Aaa... how you fooled us
We work, and we work
And you take everything
At work.
But no hard feelings haa..
(Crowd screaming in joy...)
(Gun reloaded...)
Commentators suprised by seeing kobe's play..
(Hook)
Baithe hai hum khud ke saath
Hoti nahi ab dukh ki baat
(Ha)
Baithe hai hum ab khud ke saath
Hoti nahi ab dukh ki baat
Haame pata nahi hai ye din ke raat
Nahi pata ye din ke raat
Ab jaagenge hum log ninnd ke baad
Aur sochege kya thi baat....
(2x)
Baithe hai hum khud ke saath
Hoti nahi ab dukh ki baat
(Ha)
Baithe hai hum ab khud ke saath
Hoti nahi ab dukh ki baat
Haame pata nahi hai ye din ke raat
Nahi pata ye din ke raat
Ab jaagenge hum log ninnd ke baad
Aur sochege kya thi baat....(ha mm ha )
Verse(1)
Pehle jaise dil ab rota nahi,
Khud pe kabu mai khota nahi,
Pehle jab rota tha thokar kha kar,
Per ab mehsoos kuch hota nahi,
Maana abhi bhi kaami hai,
Time bhi nahi hai,
Tujhe kehdu yeh vo baat bhi nai hai,
Tu jata hai par voh bulati bhi nai hai,
Kyunki voh tere aukaat me nai hai,
Aukaat me nai yeh baat bhi sahi hai,
Chupayi hui meri baate bhi kayi hai,
Chupane se baate bas badhti hi gayi hai,
Dosti bhi meri kam hoti gayi.
Mere nasso me siyahi behti rahi,
Likhna mat chhod kalam kehti rahi.
Mere chehre se jo hasi jati nahi thi,
Vo hasi aandhere me aaj rehti kahi.
Kya hi kahu ab me mere bare mein
Jab baithe hai ye mere sir chhadke
Saath rehna hai vo saath rahenge
Baki chalo ab yaha se bheed vatke.
(Hook)
Baithe hai hum khud ke saath
Hoti nahi ab dukh ki baat
(Ha)
Baithe hai hum ab khud ke saath
Hoti nahi ab dukh ki baat
Haame pata nahi hai ye din ke raat
Nahi pata ye din ke raat
Ab jaagenge hum log ninnd ke baad
Aur sochege kya thi baat....
(2x)
Baithe hai hum khud ke saath
Hoti nahi ab dukh ki baat
(Ha)
Baithe hai hum ab khud ke saath
Hoti nahi ab dukh ki baat
Haame pata nahi hai ye din ke raat
Nahi pata ye din ke raat
Ab jaagenge hum log ninnd ke baad
Aur sochege kya thi baat....
Verse (2)
Kitni dafa ab mein karu vafa,
Jabhi bolta hu sach log hote khafa,
Inke karmo ki kher inhe mile saza,
Mein khud hi bimari aur khud hi dava,
Ab jab jab mein aata ye hote dafa,
Bas deri us din ki jab mile raza,
Aadat se majboor yeh karte nashaa,
Mein likh nai paunga yeh kise laga.
Chalo ab mere saath gao,
Gaane se bharte hai gaav,
Piche maat mudo bas chalte hi jaoo,
Ham kisiko uhi na dete hai bhaav !!
(Na dete hai bhaav...)
Chhote ghar ke ladke jab ladege,
Tabhi aage badhege,
Bill bhi hum bharege,
Chill bhi hum karege,
Hustle bhi karege,
Ladne ka time aaya toh bhi hum ladege,
(Kya!!)
(2x)
Chhote ghar ke ladke jab ladege,
Tabhi aage badhege,
Bill bhi hum bharege,
Chill bhi hum karege,
Hustle bhi karege,
Ladne ka time aaya toh bhi hum ladege,
(Kya!!)
Baate inki hoti na hame hazam,
Ham voh nahi jisse chahiye sanam,
Accha jiyege agar acche karam,
Mic mere hath me toh baat hi khatam !!!!
(Hook)
Baithe hai hum khud ke saath
Hoti nahi ab dukh ki baat
(Ha)
Baithe hai hum ab khud ke saath
Hoti nahi ab dukh ki baat
Haame pata nahi hai ye din ke raat
Nahi pata ye din ke raat
Ab jaagenge hum log ninnd ke baad
Aur sochege kya thi baat....
(3x)
Baithe hai hum khud ke saath
Hoti nahi ab dukh ki baat
(Ha)
Baithe hai hum ab khud ke saath
Hoti nahi ab dukh ki baat
Haame pata nahi hai ye din ke raat
Nahi pata ye din ke raat
Ab jaagenge hum log ninnd ke baad
Aur sochege kya thi baat....
Baithe hai hum khud ke saath
Hoti nahi ab dukh ki baat
(Ha)
Baithe hai hum ab khud ke saath
Hoti nahi ab dukh ki baat
Haame pata nahi hai ye din ke raat
Nahi pata ye din ke raat
Ab jaagenge hum log ninnd ke baad
Aur sochege kya thi baat !!!!
(Music)