Malaal
Tassavur tera huwa
Samander sehra huwa
Main dubu tujhme aise
Ishq yeh gehra huwa
Tassavur tera huwa
Samander sehra huwa
Main dubu tujhme aise
Ishq yeh gehra huwa
Ishq gehra, tera chehra
Puche sawal kyun muje
Ishq gehra, hai na mera
Phir yeh malaal kyun muje
Ishq wahi hai bas batata nahi
Fikar teri par jatata nahi
Azmana choda jabse tune muje
Dekh Main bhi khudgarz tuje manata nahi
Main shayar badnaam jaise jaun (elia)
Karun khud se hi sawal hun main kaun
Teri yaad muje chodti akela nahi
Tell me how can i die alone
Tu zinda hai, meri rooh mai utar ke
Terе ghum meri raahon se guzar tey
Malaal sirf tеre jane ka nahi, sharminda
Hoon mai apne vaade se mukar ke
Gaya tu chodke janha
Wanhi hun thehra huwa
Kisi ka hun hi nahi
Mai jabse tera huwa
Tassavur tera huwa
Samander sehra huwa
Main dubu tujhme aise
Ishq yeh gehra huwa
Ishq gehra, tera chehra
Puche sawal kyun muje
Ishq gehra, hai na mera
Phir yeh malaal kyun muje
Gaya tu chhodke janha
Wanhi hun thehra huwa
Kisi ka hun hi nahi
Mai jabse tera huwa
Tassavur tera huwa
Samander sehra huwa
Main dubu tujhme aise
Ishq yeh gehra huwa
Ishq gehra, tera chehra
Puche sawal kyun muje
Ishq gehra, hai na mera
Phir yeh malaal kyun muje
Malaal kyun muje
Malaal kyun muje
Hai yeh malaal kyun muje