Khoya Khoya Chand

SHAILENDRA, Kishore Kumar

Ho Ho Ho Ho
Khoya khoya chand
khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aaye gi
Ho Ho...

Masti bhari
hawa jo chali
Masti bhari
hawa jo chali
khil khil gayi
yeh dil ki kali
mann ki gali mein hai khalbali
ke unko to bulaayo
ho ho ho ho ho hoooooooo

Khoya khoya chand...

Taare chale, Nazaare chale
Taare chale, nazaare chale
sang sang mere woh saare chale
chaaro taraf ishaare chale
kisi ke to ho jaayo
Ho ho ho ho hooooooo...

Khoya Khoya chand...

Aisi hi raat, bheegi si raat
aisi hi raat bheegi si raat
haathon mein haath hote woh saath
kehlete unse dil ki yeh baat
ke ab to na sataayoo
ho ho ho ho hooo

khoya Khoya chand..

Humnik chale, jin ke liye
humnik chale hain jinke liye
bin kuch kahe woh chup chup rahe
koyi zara yeh unse kahe
na aise aazmaayo
ho ho ho ho ho hooo

Khoya Khoya chand..
Khula aasmaan...
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko ko bhi kaise neend aayegii...

--ContriButed By Adnan.I.M

Curiosidades sobre a música Khoya Khoya Chand de Mohammed Rafi

De quem é a composição da música “Khoya Khoya Chand” de Mohammed Rafi?
A música “Khoya Khoya Chand” de Mohammed Rafi foi composta por SHAILENDRA, Kishore Kumar.

Músicas mais populares de Mohammed Rafi

Outros artistas de Religious