Gunaah
Itni dooriyaan tou nahi hain
In faslon ko magar hum samajh na sake
Sar ghoom raha hai ye mera
Samjhein ge ye na hum poori sada
Tumse aledgi
Hum seh na paayein
Rang o bahar, thi tere saath
Jo tu na ho, Tou sab siyaah
Baatein hain kaafi
Jo Keh na sake
Is Dunya ne kar diya hai humko, Youn juda
Apni toh hai bas ik hi, iltija
Sunte jaa
Meri aakhri pukaar
Kya hai Gunaah
Kyun di saza
Is duniya ne humein
Kyun aaj hain hum juda
Kya hai Gunaah
Kyun di saza
Is duniya ne humein
Kyun aaj hain hum juda
Tu hi waja thi chehre pe, Khushi ki
Tu hi waja thi dil ke, Sukoon ki
Rang o bahar, thi tere saath
Jo tu na ho ,Tou sab siyaah
Baatein hain kaafi
Jo Keh na sake
Is Dunya ne kar diya hai humko, Youn juda
Apni toh hai bas ik hi, iltija
Sunte jaa, meri aakhri pukaar
Kya hai Gunaah
Kyun di saza
Is duniya ne humein
Kyun aaj hain hum juda
Kya hai Gunaah
Kyun di saza
Is duniya ne humein
Kyun aaj hain hum juda
Kya hai gunaah
Kyun di saza
Kya hai gunaah
Kyun hain juda
Kya hai gunaah
Kyun di saza
Kya hai gunaah
Kyun hain juda
Kya hai gunaah
Kyun di saza
Is duniya ne humein
Kyun aaj hain hum juda