Jaan Hi Le Le

Krsna Solo

Nazdikiyaan
Woh aashiqiyaan
Pal mein sab tune jhuthla diya

Tadpa diya katra katra
Kis baat ka yeh badla liya
Muh aise moda tu
Pehchane bhi na tu
Aaun jo phir samne (wo-oh)
Maine ki na koi galti
Tere pyar mein kami thi
Tab hi hun is haal mein

Meri jaan hi tu le le
Baat hi khatam
Thodi bachi jo saansein
Samjhu hai bharam
Sailabon mein yun na baha
Kya kya maine bhi na saha
Meri jaan hi le le

Tujhko diya tha
Rehbar ka darja
Aisa gira tu dil se
Sharm kar le thodi
Ehsaan yeh kar de
Mujhko mita ja
Ab toh na ban tu mere
Dil ki kumzori

Muh aise moda tu
Pehchane bhi na tu
Aaun jo phir samne (wo-oh)
Maine ki na koi galti
Tere pyar mein kami thi
Tab hi hun is haal mein

Meri jaan hi tu le le
Baat hi khatam
Thodi bachi jo saansein
Samjhu hai bharam
Sailabon mein yun na baha
Kya kya maine bhi na saha
Meri jaan hi le le

Tujhko na hoga
Kabhi bhi pachhtava
Teri fitraton se
Haan main wakif hun
Bedil insaan se
Joda tha naata
Jab bhi main ye sochu
Nikle khoo ke aansu
Muh aise moda tu
Pehchane bhi na tu
Aaun jo phir samne (wo-oh)
Maine ki na koi galti
Tere pyar mein kami thi
Tab hi hun is haal mein

Meri jaan hi tu le le
Baat hi khatam
Thodi bachi jo saansein
Samjhu hai bharam
Sailabon mein yun na baha
Kya kya maine bhi na saha
Meri jaan hi le le

Músicas mais populares de Krsna Solo

Outros artistas de Film score