Haan Main Shayar
Abhishek Cohen
Haan main shayar hu
In lafzo se main kahani likhunga
Haan, kaho main pagal hu
Yu dekhte main tumhe na thakunga
Haan main shayar hu
Yu roz main tunhe hi padhunga
Haan main yeh aafat hu
Jo dur se yu khadi h is aas mein
Ki main akele rhunga
Haan main pani hu
Tum daloge to main behta milunga
Haan main beej hu
Tum bo-oge to main khilunga whi pe
Agr tum dhoop ki trh mera sath doge
Agr tum yeh barish banke mujhe is tarah wo sath doge
Agar main tumse fir kbhi yu shikayatein na
Karunga
Karunga