Apni Yaari
baat hai haan baat hai
apni yaari mein baat hai
kuchh baat hai, kuchh toh baat hai
atrang hai, malang hai
har haal mein saare sang hai
kuchh baat hai, kuchh toh baat hai
yeh zamaana jalta hai to
jal kar dekhe (jal kar dekhe)
jeene ki mauj rahenge
hum toh leke (hum to leke)
yeh zamaana jalta hai to
jal kar dekhe (jal kar dekhe)
jeene ki mauj rahenge
hum toh leke (hum to leke)
yaari ki daulat apne saath hai
haan saath hai
issi pe kurban humari shaamein
hai raat hai
baat hai haan baat hai
apni yaari mein baat hai
kuchh baat hai, kuchh toh baat hai
baat hai haan baat hai
apni yaari mein baat hai
haan baat hai, kuchh to baat hai
yeh no 1 yaari hai!
yeh no 1 yaari hai!
romeo saare hum dil ke shehzade
(romeo, aye romeo)
aadhe angrez hain desi hain aadhe
i just wanna tell you
ay chal hatt!
kyun sochein yeh duniya kaisi hai
jalebi ke jaisi hai
utne hi hum saare seedhe-saadhe
yaari mazhab hai apni zaat hai
haan zaat hai
issi pe kurbaan humari shaamein
hain raat hai
baat hai haan baat hai
apni yaari mein baat hai
kuchh baat hai
kuchh to baat hai
hai zameen, hai aasmaan
yehi kaaynat saari hai
aisi waisi dosti nahi
yeh no 1 yaari hai!
baat hai, haan baat hai (baat hai)
apni yaari mein baat hai
kuchh baat hai, kuchh to baat hai