Koi Tod Na Iska (From ""Raayan"")
Koi tod na iska
Khunkhar hai dikhta
Yaari ko nibhana
Kirdar hai iska
Hai jang hone wali
Auzaaron ka kholo tala
Hai ik maya rupi
Rayan aane wala
Bhogi bhogi bhogi bhogi
Badle se barkat na hogi
Bhogi bhogi bhogi bhogi
Bol apna dushman hai jo bhi
Jaana kaahan hain humein zindagi mein
Humara hain yeh faisla
Choti si aankhon ko aansu den
Sapna hum dekhe na itna bada
Fikren uda don nagade baja ke
Jo hota hai ho jaane do
Paapi jiyenge ya nek marenge
Yeh tum sochna chhodh do
Tum hi toh mera jeevan ho
Ab saath humare rehna
Chalunga sang parchhai sa
Bas itna tumse kehna
Bhogi bhogi!
Bridge
Hai kahan rakha
Kitna rakha
Kaise rakha
Kyun hai rakha
Kya tu leke aaya hai re
Kya tu leke jayega re
Bhogi bhogi !
Female part
Dum dum dum
Honsla
Dum dum dum
Pyar bhi
Dum dum dum
Gussa bhi
Rang iss dharti ke"