Chahoon Mai
Anamika Mamgain
Chahoon mai
Khud se alag hona
Manzoor nahi
Ye saath ab mera mujhe
Parchaaiyan
Dara rahi khamoshiyon se
Hai
Meri mujhe
Udte panchi se pankh
Faila du mai
Agar ye zanjeere
Na hoti
Uthate parde ye subha
Har roz jo jhamoore jaisi
Kismat hi hai mili
Chahoon mai
Ki mai kabhi aazad hoon
Paakiza
Ye man kabhi udaan le
Parchaiyan
Dara rahi khamoshiyoon se hai
Meri mujhe
Andar jo chot hai
Uska agar malham
Zara ho
Dhoondhe toh koi
Girte padte
Ha badhte Jaaye
Hum toh
Andheri nagri mai na koi
Sookha sa man hai.
Daraarein hai kayin
Palkon se behti h
Kahani ankahi
Behjaaye saare mere
hisse ha sabhi
Ha sabhi
Udte panchi se pankh
Faila du mai
Agar ye zanjeere
Na hoti
Uthate parde ye subha
Har roz jo jhamoore jaisi
Kismat hi hai mili
Chahoon mai