Abb Tumhaare Hawale Watan Sathiyo
farz apna ham nibhane chale, karz apni jamin kaa chukane chale
bande mataram, bande mataram, bande mataram, maa
ho ho ho
ham fauji iss desh kee dhadkan hain
har dil kaa ham pyar, maa kee tadpan hain
pura karne chale har wachan sathiyo, abb tumhaare hawale watan sathiyo
sathiyo, sathiyo, sathiyo, sathiyo
abb tumhaare hawale watan sathiyo
ham fauji iss desh kee dhadkan hain
har dil kaa ham pyar, maa kee tadpan hain
bande mataram, bande mataram, bande mataram, maa
tutne naa do bharat kaa vishwas tum
jeet kee le ke dil men badho pyas tum
apne khu se likho apna itihas tum
apne bharat ko apna naman sathiyo, naman sathiyo
sathiyo, sathiyo, sathiyo, sathiyo
abb tumhaare hawale watan sathiyo
ham fauji iss desh kee dhadkan hain
har dil kaa ham pyar, maa kee tadpan hain
galiyo chaubaro men pyar hamne kiya
dil ke arman kaa izhar hamne kiya
usaka chehra hamesha nigaho men hai
dur rah ke bhi woh meri banho men hai
sa gaa ma gaa, sa gaa ma gaa aa
bida kiya tha usane mere sar pe laga ke tika
rang naa padne diya kabhi maine toh usaka phika
kab banegi judayi milan sathiyo
kab banegi judayi milan sathiyo, milan sathiyo
sathiyo, sathiyo, sathiyo, sathiyo
abb tumhaare hawale watan sathiyo
bande mataram, bande mataram, bande mataram, maa