Faaslay

Ali Zee, Sami Khan

Khilona Sa Jeevan Raha Hai Tere Haton Main
Kuch To Tha Bacha Teri Aur Meri In Baton Mai
Per Sab Kuch Ho Gaya Khayali Baatain
Hi Reh Gaye Hain Khaali Sapney
Dekhete Kia Aur Kia Se Kia Hum Hogaye
Kha Ke Ek Doojay Ki Kasam
Hum Chal Diye They Rahon Pe...
Kahania Si Likh Rahey They
Ek Doojay Ki Saanson Pe...
Per Sab Kuch Hogaya Khayali Batain
Hi Reh Gayi Hain Khaali
Koi Kisi K Pass Nahi
Badla badla hai sab kuch...
Phir bhi ek ehsaas hai
Shayad koi lamha baki ik doojay k paas hai
Kehny ku kuch nahi baaki na sangi
Na koi saathi taare
Chunny they jo wo asma main khu gaye
Ab doorian bhi hain aur darmiyan hain faaslay 
Lekin koi nahi hain baaki shikwe aur gile
Per Sab Kuch Hogaya Khayali Batain
Hi Reh Gayi Hain Khaali
Koi Kisi K Pass Nahi
Rasty ab hamare aa milain ya na milain kabhi bhi
Lamhe sare ban gaye hain yaadien taza
Abhi bhi jab bhi asmaa se nazrain hain kabhi bhi
Ja milti tu khush hai jahan hain bas dua hai dil ki
Khilona Sa Jeevan Raha Hai Tere Haton Main
Kuch To Tha Bacha Teri Aur Meri In Baton Mai
Per Sab Kuch Ho Gaya Khayali Baatain
Hi Reh Gaye Hain Khaali
Koi Kisi K Pass Nahi

Curiosidades sobre a música Faaslay de Alizée

De quem é a composição da música “Faaslay” de Alizée?
A música “Faaslay” de Alizée foi composta por Ali Zee, Sami Khan.

Músicas mais populares de Alizée

Outros artistas de Pop