Ke Hove Se Pyaar

Mohit Pathak, Sandeep Baswana, Guru Dhanoa

Main gaya tha sochke ki ban jenge ik ke do, Main gaya tha sochke ki ban jenge ik ke do,
Ik bhi lotaya iss tarah jaise lut hi gaya ho.
Ke hove se pyaar chhori, ke hove se pyaar,
Ke hove se pyaar chhori, ke hove se pyaar, Dekhya yo sansaar jab te, main karun vyapaar, Ke hove se pyaar sochun, sochun pehli baar.
Aadhi umar toh beet gayi aur aadhi bhi bekaar, Aankh khuli se dekhya jab te tera yo shringar, Neend ka anand gaya aur gaye saare mere yaar,
Ik be chhik ke pyaar karun tab paun kandhe chaar, Ke hove se pyaar chhori, ke hove se pyaar,
Ke hove se pyaar banno, ke hove se pyaar.
Kyun bani yo duniya, aur kyun rachya sansaar, Kuchh toh kehgi aankhyan uski jo gaya dil haar, Hai koi vidhwaan toh bolo ho koi hoshiyar, Aakhri saans bhi yo poochhegi ke hove se pyaar.
Ke hove se pyaar, ke hove se pyaar,
Ke hove se pyaar chhori, ke hove se pyaar, Ke hove se pyaar, ke hove se pyaar,
Ke hove se pyaar bhagon, ke hove se pyaar.

Músicas mais populares de मोहित पाठक

Outros artistas de Film score